Monday, March 26, 2012

mai lafzo se kuch bhi izhaar nahi karti,

mai lafzo se kuch bhi izhaar nahi karti, iska matlab ye nahi mai tumse pyar nahi karti.
chahati hu mai tumhe aaj bhi shiddat se,
par tumhari soch me apna waqt barbaad nahi kari.
 tamasha na banjaye kabhi mohabhat meri,
 isliye apne dard ka mai ishaar nahi karti..
 jo kuch mila hai kush hu ussi me,
 tumhare liye kudha se mai ab takraar nahbi karti.
 par kuch to baat hai tumhari fitrat me zalim,
 warna tumhe chane ki khata mai baar baar nahi karti.......Diksha 

No comments:

Post a Comment